Punjabi Funny Jokes - Santa Banta Jokes, Policeman Jokes, Nurse Jokes, Son & Dad Jokes,
Santa class me hass raha tha, Ek ladka bola : Stand UP, kaun ho tum? Santa : Tum kaun ho? Ladka : Mein monitor hu Santa : Te phir mein CPU hu!!! Santa:- Abe Banta tu yaha baitha hai… Tere dost ki death ho gai hai… Tu gaya Kyu Nahi???? Banta:- Uss saale ne mujhe bulaya hi nahi A policeman to his son : Tumhara result aacha nahi aaya. Aaj se tumhara khelna aur TV dekhna band. Beta : Ye 50 rupay pakdo aur ess baat ko yaheen dabado Ek khargosh roj lohaar ki dukan pe jata aur kehta : GAAJAR hai? Lohar inkar kar deta. Ek din Lohaar ko gussa aaya aur usne Khargosh ke daant tod diye. fir.. fir kya… Agle din Khargosh aaya aur bola… GAAJAR KA JUICE HAI KYA??? Santa ko rota dekhkar Banta ne pucha kya hua? Santa : Meine 2 ton ka AC kharida, ghar aakar tola to sir 35 kilo ka nikla! Santa mango juice ka glaas le kar baitha tha Banta aaya aur fataak se juice pee gaya. Santa – Meri to yaar kismat hi kharab hai. Beta